Maya Mehrotra in season 1 crossed all her lines in love and Maya Jai Singh is making deadly moves in hatred. Maya Singh is more times dangerous than Mehrotra and here are the reasons why we can never get enough of Maya Jay Singh.

ITV shows are now female-centric still female leads are somewhere showed unfussily but Maya Jai Singh is breaking the stereotype by being not so ‘sophisticated’.

Maya Jai Singh is giving us chills. Maya is brave, confident and full of rage, which is seen in her deadly moves. In one of the promo, Maya was seen playing chess and the expression she gave after removing the king from the game is enough to describe a performance.

Some deadly dialogues from Beyhadh series which will make you fall for Maya more are:

Pyaar Ki Hadd Hoti Hai Nafrat Ki Nahi.
Nazar aur neeyat me sirf itna farak hota hai,Ki nazar badi cheezo ko chota dikhane ki galti karti hai
Aur neeyat choti cheezo ko bada btati hai.
Kutte jab insaan banne ki koshish karte hein to usse family member banaye jate hein ,
Par jab insaan kutte bann jate hein to usse ghar se nikal deya jate hein…
Mujhe pyaar se pyaar nahi, mujhe junoon se pyaar hai.
Pyaar ki hadh jaante ho kya hoti hai, jab mile toh kashish.
Kashish joh bandhan ban jaata hai, bandhan jo ishq ka rang leta Hai.
Ishq jo bharosey pe tikka hai aur bharosa jo ibadat se bhi badh kar Hai aur junoon jo mauth tak
pohancha deta hai.
Pyar use karo jise  control kar sako agar pyar apko control karne lage to use barbad kardo
Bharosa chute to aadmi toot jata hein.. Aur Aadmi toote to bharosa chutt jata hein…
Akele hone ki adat hain Dost bante nahi Aur tension mein jab jo saamne ajata hain dushman ban
jata hain.
Aksar Ye Soch Kar Neend Nahin Aate Ke Koi Chain Se So Raha Hai.
Zaruratein sirf  raasta hai, manzil nahi,  aur jo yeh samjhte  hai vo apni zaruratein  kabhi puri nahi
hone dete.
Pyaar ki har umeed jalney ke baad hi nafrat ki aag badhti hai, aur ab mere andar wo aag itni badh
chuki hai ki sab kuch jalney ke baad hi sukwn milega.